Santa Banta Jokes
Santa: Agar tumhe kuch ho gaya to mein Pagal ho jaaunga.
Jeeto: Doosri shaadi to nahin karogey?
Santa: Pagal ka kya hai, kuch bhi kar sakta hai
********* ************** **************
Banta: Yeh AUTOMATICALLY kya hota hai?
Santa: Oye tujhe yeh bhi nahin pata, Jab auto mein
koi ganji ladki ja rahi ho to use kehte hain
AUTO-ME-TAKLI
********* ************** **************
Banta: Oye, tu to Doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Santa: Yaar kal jaaonga, aaj thodi tabiyat kharab hai.























